VoyForums
[ Show ]
Support VoyForums
[ Shrink ]
VoyForums Announcement: Programming and providing support for this service has been a labor of love since 1997. We are one of the few services online who values our users' privacy, and have never sold your information. We have even fought hard to defend your privacy in legal cases; however, we've done it with almost no financial support -- paying out of pocket to continue providing the service. Due to the issues imposed on us by advertisers, we also stopped hosting most ads on the forums many years ago. We hope you appreciate our efforts.

Show your support by donating any amount. (Note: We are still technically a for-profit company, so your contribution is not tax-deductible.) PayPal Acct: Feedback:

Donate to VoyForums (PayPal):

Login ] [ Main index ] [ Post a new message ] [ Search | Check update time ]
Subject: gazal


Author:
Mahroo
[ Next Thread | Previous Thread | Next Message | Previous Message ]
Date Posted: 21:48:26 07/10/01 Tue


kuchh to havaa bhii sard thii kuchh thaa teraa Khayaal bhii
dil ko Khushii ke saath saath hotaa rahaa malaal bhii

baat vo aadhii raat kii raat vo puure chaa.Nd kii
chaa.Nd bhii ain chet kaa us pe teraa jamaal bhii


sab se nazar bachaa ke vo mujh ko aise dekhate
ek dafaa to ruk ga_ii gardish-e-maah-o-saal bhii


dil to chamak sakegaa kyaa phir bhii taraash ke dekh lo
shiishaagaraan-e-shahar ke haath kaa ye kamaal bhii


us ko na paa sake the jab dil kaa ajiib haal thaa
ab jo palaT ke dekhiye baat thii kuchh muhaal bhii


merii talab thaa ek shaKhs vo jo nahii.n milaa to phir
haath duaa se yuu.N giraa bhuul gayaa savaal bhii


shaam kii naasamajh havaa puuchh rahii hai ik pataa
mauj-e-havaa-e-kuu-e-yaar kuchh to meraa Khayaal bhii


us ke hii baazuuo.n me.n aur us ko hii sochate rahe
jism kii Khvaahisho.n pe the ruuh ke aur jaal bhii

[ Next Thread | Previous Thread | Next Message | Previous Message ]

Replies:
[> Subject: Wah kya inethekhab keya hai


Author:
Samina
[ Edit | View ]

Date Posted: 03:54:27 07/11/01 Wed

>

>kuchh to havaa bhii sard thii kuchh thaa teraa Khayaal
>bhii
>dil ko Khushii ke saath saath hotaa rahaa malaal bhii
>
>baat vo aadhii raat kii raat vo puure chaa.Nd kii
>chaa.Nd bhii ain chet kaa us pe teraa jamaal bhii
>
>
>sab se nazar bachaa ke vo mujh ko aise dekhate
>ek dafaa to ruk ga_ii gardish-e-maah-o-saal bhii
>
>
>dil to chamak sakegaa kyaa phir bhii taraash ke dekh
>lo
>shiishaagaraan-e-shahar ke haath kaa ye kamaal bhii
>
>
>us ko na paa sake the jab dil kaa ajiib haal thaa
>ab jo palaT ke dekhiye baat thii kuchh muhaal bhii
>
>
>merii talab thaa ek shaKhs vo jo nahii.n milaa to phir
>haath duaa se yuu.N giraa bhuul gayaa savaal bhii
>
>
>shaam kii naasamajh havaa puuchh rahii hai ik pataa
>mauj-e-havaa-e-kuu-e-yaar kuchh to meraa Khayaal bhii
>
>
>us ke hii baazuuo.n me.n aur us ko hii sochate rahe
>jism kii Khvaahisho.n pe the ruuh ke aur jaal bhii

[ Post a Reply to This Message ]


Post a message:
This forum requires an account to post.
[ Create Account ]
[ Login ]

Forum timezone: GMT-8
VF Version: 3.00b, ConfDB:
Before posting please read our privacy policy.
VoyForums(tm) is a Free Service from Voyager Info-Systems.
Copyright © 1998-2019 Voyager Info-Systems. All Rights Reserved.