Gazal
Abhi voh chandni
raatain tumhian bhooli nahi houn gee
Beeghi se woh barsatain
tumhian bhooli nahi houn gee
Our woh reeshami shamaiN
kahaiN miltey they hum aksar
Woh gantouN payar ke
baataiN tumhian bhooli nahi houn gee
Kishe sahil key koney
per kishe tunha se goshey main
Aksar woh mulakatain
tumhian bhooli nahi houn gee
Main aksar chair kar
kheta ke tu he tou chand hai mera
Phir charey ke voh
shab raatain tumhian bhooli nahi houn ge
Rumaan jab Hijar ke
ghareeyaN taveel hoteain thien phir aksar
phir mere woh manajataiN
tumhian bhooli nahi houn gee
Ali Rumaan